2 мин
Слушать

juz teray koi bhi

juz teray koi bhi din raat na janay meray tu kahaN hai magr Ah dost puranay meraytu bhi khushboo hai magr mera tujusus bekarburg-e-awara ki maninth

Anay merayshumA ki lau thi kay wo tu tha magr hijr ki raat dair tuk rotA raha koi sirhanay meraykhalq ki

Khabaree hai keH meree ruswa'eelooq mujh ko hi sunatay hein fusanay meraylut keh bhi khush hooN keh ashkooN se bhara hai daamandekh gharat gare dil yeh bhi khazane

Aaj ik aur burS beeth gya oos kay beghair jis kay hotay hooay hotay thay zamanay meray kaash tu bhi meri awaaz sunta hophir pukara hai tujhe dil ki saada ne merekaash tu bhi kabhi aajaye masiha'ee koloog aate hein bohat dil ko dukhane merekaashi aurooN ki turhaaN mein bhi keH suktabaat soon li hai meri, aaj khuda ne mereto hai kis haal mein aih zood-faramosh meremujh ko tu cheen lya aihed-e wafa ne merechara-gr yooN tu bohut heiN magr aeh jaan-e-farazjuz teray aur koi zaghum na janay meray

0
0
100
Подарок

Ahmad Faraz

Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ‎), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز‎ 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis…

Другие работы автора

Комментарии
Вам нужно войти , чтобы оставить комментарий

Сегодня читают

Ryfma
Ryfma - это социальная сеть для публикации книг, стихов и прозы, для общения писателей и читателей. Публикуй стихи и прозу бесплатно.