1 min read
Слушать(AI)Silsile toR gayaa vo
silsile toR gayaa vo sabhii jaate jaatevarnaa itne to maraasim the ke aate jaateshikvaa-e-zulmat-e-shab se to kahiiN behtar thaaapne hisse kii ko’ii shammaa jalaate jaatekitnaa aasaaN tha tere hijr meN marna
Nphir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaatejashn-e-maqtal hi na barpa hu’aa varnaa ham bhiipaa-bajolaaN hii sahii naachte gaate jaateuskii vo jaane usse paas-e-vafaa thaa ke na thaatum “Faraz” apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis
Comments
You need to be signed in to write comments
Other author posts
Ranjish hii sahii
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aaaa phir se mujhe chhoR ke jaane ke liye aapahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii taurasm-o-rahe duniyaa hii niibhaane ke liye aakis kis ko Nge judaa’ii kaa sabab hamtuu mujh se Khafaa hai to z...
Tere Charchay heN
Tere Charchay heN Jafa Se Log mer jayen bala se Teri
QurbatooN mein bhi
qurbatooN mein bhi juda'ee ke zamaanay Ngedil wo be-mehr keh roonay ke bahaanay Ngehum na hotay to kisi aur ke churchay hotaykhuqat-e shehr tau kehnay ko fusaanay Ngeyeh-hi dil tha keh turusta tha maraasim ke lyaab yeh-hi turk-e tal...
sholaa thaa jal-bujhaa huu
sholaa thaa jal-bujhaa huu N havaaye n mujhe na do mai n kab kaa jaa chukaa huu