1 min read
Слушать

Ranjish hii sahii

ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aaaa phir se mujhe chhoR ke jaane ke liye aapahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii taurasm-o-rahe duniyaa hii niibhaane ke liye aakis kis ko

Nge judaa’ii kaa sabab hamtuu mujh se Khafaa hai to zamaane ke liye aa kuchh to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakhtuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aaek umr se huuN lazzat-e-giriyaa se bhii mahruumai raahat-e-jaaN mujh ko rulaane ke liye aaab tak dil-e-Khush-feh’m ko tujh se haiN

Nye

Khrii shammeN bhii bujhaane ke liye aa

0
0
100
Give Award

Ahmad Faraz

Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ‎), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز‎ 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis…

Other author posts

Comments
You need to be signed in to write comments

Reading today

Зеркальное отражение
Ryfma
Ryfma is a social app for writers and readers. Publish books, stories, fanfics, poems and get paid for your work. The friendly and free way for fans to support your work for the price of a coffee
© 2024 Ryfma. All rights reserved 12+