1 min read
Слушать(AI)Teri bataain hi
teri bataain hi sunanay aa'edost bhi dil hi dokhanay aa'ephool khilte hein tu hum sochtae heinteray aanay ke zamaanay aa'eaisi kuch chup si lagi hai jaisehum tujhe haal sunanay aa'eishq tunha hai sir-e munzil-e ghumkaun yeh boojH uthanay aa'eajnabi dost humein dekh keh humkuch tujhe yaad dilaanay aa'edil dharakta hai safr ke hungaamkaash phir koi bulanay aa'eab tu rounay se bhi dil dukhta haishaid ab hosh thikanay aa'ekya kahein phir koi busti ujrilaug kyooN jashun mananay aa'eso raho maut ke pahloo mein Faraznind kis waqt na janay aa'e
Ahmad Faraz
Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis
Comments
You need to be signed in to write comments
Other author posts
Dil Grafta Hi Sahi
دل گِرفتہ ہی سہی بزم سجا لی جائےیادِ جاناں سے کوئی شام نہ خالی جائےرفتہ رفتہ یہی زنداں میں بدل جاتے ہیںاب کسی شہر کی بُنیاد نہ ڈالی جائےمُصحفِ رُخ ہے کِسی کا کہ بیاضِ حافظایسے چہرے سے تو بس فال نکالی جائےوہ مرّوت سے ملا ہے تو جُھکا لُوں گردنمیرے د...
juz teray koi bhi
juz teray koi bhi din raat na janay meray tu kahaN hai magr Ah dost puranay meraytu bhi khushboo hai magr mera tujusus bekarburg-e-awara ki maninth Anay merayshumA ki lau thi kay wo tu tha magr hijr ki raat dair tuk rotA raha koi sirhanay mer...
QurbatooN mein bhi
qurbatooN mein bhi juda'ee ke zamaanay Ngedil wo be-mehr keh roonay ke bahaanay Ngehum na hotay to kisi aur ke churchay hotaykhuqat-e shehr tau kehnay ko fusaanay Ngeyeh-hi dil tha keh turusta tha maraasim ke lyaab yeh-hi turk-e tal...
sholaa thaa jal-bujhaa huu
sholaa thaa jal-bujhaa huu N havaaye n mujhe na do mai n kab kaa jaa chukaa huu