1 min read
Слушать(AI)QurbatooN mein bhi
qurbatooN mein bhi juda'ee ke zamaanay
Ngedil wo be-mehr keh roonay ke bahaanay
Ngehum na hotay to kisi aur ke churchay hotaykhuqat-e shehr tau kehnay ko fusaanay
Ngeyeh-hi dil tha keh turusta tha maraasim ke lyaab yeh-hi turk-e talug ke bahaanay
Ngezindagi hum tere daghooN se rahe sharmindaaur tu hai keh sada aina khaanay
Ngedil kisi haal per qaanay hi nahin jaan-e farazmil gaye tum bhi tau kya aur na jaane
Nge
Ahmad Faraz
Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis
Comments
You need to be signed in to write comments
Other author posts
juz teray koi bhi
juz teray koi bhi din raat na janay meray tu kahaN hai magr Ah dost puranay meraytu bhi khushboo hai magr mera tujusus bekarburg-e-awara ki maninth Anay merayshumA ki lau thi kay wo tu tha magr hijr ki raat dair tuk rotA raha koi sirhanay mer...
Silsile toR gayaa vo
silsile toR gayaa vo sabhii jaate jaatevarnaa itne to maraasim the ke aate jaateshikvaa-e-zulmat-e-shab se to kahiiN behtar thaaapne hisse kii ko’ii shammaa jalaate jaatekitnaa aasaaN tha tere hijr meN marna Nphir bhi ik umar lagi jaan se jaa...
Dil Grafta Hi Sahi
دل گِرفتہ ہی سہی بزم سجا لی جائےیادِ جاناں سے کوئی شام نہ خالی جائےرفتہ رفتہ یہی زنداں میں بدل جاتے ہیںاب کسی شہر کی بُنیاد نہ ڈالی جائےمُصحفِ رُخ ہے کِسی کا کہ بیاضِ حافظایسے چہرے سے تو بس فال نکالی جائےوہ مرّوت سے ملا ہے تو جُھکا لُوں گردنمیرے د...
Is qadar musalsal thin
is qadar musalsal thin shidaten judai kiaj pahali bar us sa main ne bevafai kivarana ab talak yun tha khvahishon ki barish mainya to tut kar roya ya gazalsarai kitaj diya tha kal jin ko ham ne teri chahat mainaj un se majburan taza ashanai kiho ch...