Suna hia loog
Suna hia loog usey ankh bhar key dekhtey hien So Us key sher mien kuch din ther key dekhtey hien Suna hia rabt hia usko khrab haloon
So apney app ko barbad ker key dekhtey
Suna hia dard ki gahak hia chism-e-naz uski So hum bhe uski gali sey guzer key dekhtey
Suna hia us ko bhee hia sher-o-shairy sey
So hum bhe mojzey appney huuner key dekhtey hien Suna hia boley to batton sey phool jartey hien Yeah baat hia chaloo baat ker key dekhtey hien Suna hia rat usey chand takta rehta hia Sitarey bam-e-falak sey uter key dekhtey hien Suna hia din ko usey titlian sitati hien Suna hia rat ko jugnoo ther key dekhtey hien Suna hia hasher mien uski ghazal sey ankhien Suna hia usko heran dasht bar key dekhtey hien Suna hia rat sey bar ker hien kaklien uski Suna hia sham ko saye guzer key dekhtey hien Suna hia uski siya chismagi qamayat
So usko surma forosh
Ah bhar key dekhtey
Suna hia uskey laboon sey gulab jaltey
So hum bahar pey
Lzam dhar key dekhtey
Suna hai ayena tamsal hia jabeen uski Jo sada dil hien usey ban sanwer key dekhtey
Suna hia uskey badan ki terash asi hia Key phool appni kibayien kuter key dekhtey
Bas aik nigha sey luta hia kafla dil
So perwan tamana bhee dar ker dekhtey
Suna hia uskey shabshtan sey matsil hia behsht Makeen udher key bhe jalwey dekhtey
Rukey to gerdshen uska Tuaf kerti hien Chaley to usko zamaney ther key dekhtey hien Kehaniyan hi sahi sab mubaleghey hi
Ager wo khawab hia tabeer ker key dekhtey hien Ab uskey sher mien therein key kooch ker
Faraz Aoo sitarey safar key dekhtey hien
Ahmad Faraz
Other author posts
QurbatooN mein bhi
qurbatooN mein bhi juda'ee ke zamaanay Ngedil wo be-mehr keh roonay ke bahaanay Ngehum na hotay to kisi aur ke churchay hotaykhuqat-e shehr tau kehnay ko fusaanay Ngeyeh-hi dil tha keh turusta tha maraasim ke lyaab yeh-hi turk-e tal...
Tere Charchay heN
Tere Charchay heN Jafa Se Log mer jayen bala se Teri
Silsile toR gayaa vo
silsile toR gayaa vo sabhii jaate jaatevarnaa itne to maraasim the ke aate jaateshikvaa-e-zulmat-e-shab se to kahiiN behtar thaaapne hisse kii ko’ii shammaa jalaate jaatekitnaa aasaaN tha tere hijr meN marna Nphir bhi ik umar lagi jaan se jaa...
Is qadar musalsal thin
is qadar musalsal thin shidaten judai kiaj pahali bar us sa main ne bevafai kivarana ab talak yun tha khvahishon ki barish mainya to tut kar roya ya gazalsarai kitaj diya tha kal jin ko ham ne teri chahat mainaj un se majburan taza ashanai kiho ch...