1 min read
Слушать(AI)Faraz ab ko_ii saudaa naheen
'Faraz' ab ko_ii saudaa naheen junuu.
N bhii nahii.n magar qaraar se din kaT rahe ho.n yuu.
N bhii nahii.n lab-o-dahan bhii milaa guftaguu kaa fan bhii milaa magar jo dil pe guzaratii hai kah sakuu.
N bhii nahii.n merii zubaa.
N kii luknat se bad_gumaa.
N na ho jo tuu kahe to tujhe umr bhar miluu.
N bhii nahii.n Zara Si Bat pe Ankhen Barasnay Lagti He.
Jo Sach Kahoo.
N to Kuch Aisa Udas Hu.
N Bhi Nahee.
N'Faraz' jaise ko_ii diyaa turbat-e-havaa chaahe hai tuu paas aaye to mumkin hai mai.n rahuu.
N bhii nahii.n
Ahmad Faraz
Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis
Comments
You need to be signed in to write comments
Other author posts
hum bhi khud dushman-e jaaN
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehletum magar dost kahaN thay pehleab wahaN khaak ooratee hai Nphool hi phool jahaaN thay pehleab jo deewar bunay baithay hainsoorat-e mooj rawaaN thay pehlekuch sharabee keh hein ab rah Nronaq-e buzm-e ...
Is qadar musalsal thin
is qadar musalsal thin shidaten judai kiaj pahali bar us sa main ne bevafai kivarana ab talak yun tha khvahishon ki barish mainya to tut kar roya ya gazalsarai kitaj diya tha kal jin ko ham ne teri chahat mainaj un se majburan taza ashanai kiho ch...
Dil Grafta Hi Sahi
دل گِرفتہ ہی سہی بزم سجا لی جائےیادِ جاناں سے کوئی شام نہ خالی جائےرفتہ رفتہ یہی زنداں میں بدل جاتے ہیںاب کسی شہر کی بُنیاد نہ ڈالی جائےمُصحفِ رُخ ہے کِسی کا کہ بیاضِ حافظایسے چہرے سے تو بس فال نکالی جائےوہ مرّوت سے ملا ہے تو جُھکا لُوں گردنمیرے د...
Har ko’ii dil kii hathelii pe
har ko’ii dil kii hathelii pe hai sehraa rakhekis ko sairaab kare vo, kise pyaasa rakheumr bhar kaun nibhaataa hai talluq itnaaai merii jaan ke dushman tujhe Allah rakhemujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraako’ii tujhsaa ho to phir naam b...