1 мин
Слушать

hum bhi khud dushman-e jaaN

hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehletum magar dost kahaN thay pehleab wahaN khaak ooratee hai

Nphool hi phool jahaaN thay pehleab jo deewar bunay baithay hainsoorat-e mooj rawaaN thay pehlekuch sharabee keh hein ab rah

Nronaq-e buzm-e maghaaN thay pehlehum keh hein aaj ghobaar puss-e romunzil hum sufraaN thay pehleab kise waza-e mohabbat ka khayalaur hi loag yahaan thay pehleab to khudh per bhi nahin zaam-e wafatujh se hum shikwa kinaaN thay pehlebun gya kafla chaltay chaltay wurna tunha hi rawaan thay pehledolat-e ghum tau moyashar thi Farazitne muflis bhi kahaan thay pehle

0
0
95
Подарок

Ahmad Faraz

Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ‎), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز‎ 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis…

Другие работы автора

Комментарии
Вам нужно войти , чтобы оставить комментарий

Сегодня читают

Вязальный экстаз
Ryfma
Ryfma - это социальная сеть для публикации книг, стихов и прозы, для общения писателей и читателей. Публикуй стихи и прозу бесплатно.