usne sukuut-e-shab meN bhii apnaa payaam rakh diyaahijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaaaamad-e-dost kii naviid kuu-e-vafaa meN aam thiimaiN ne bhii ik chiraaG saa dil sar-e-shaam rakh diyaashiddat-e-tishnagii meN bhii Ghairat-e-maikashii rahiius ne jo pher lii nazar maiN ne bhii jaam rakh diyaadekho ye mere Khvaab the dekho ye mere
Khm
NmaiN ne to sab hisaab-e-jaaN barsar-e-aam rakh diyaaus ne nazar nazar meN hii aise bhale
Khan kahemaiN ne to us ke
Nv meN saaraa kalaam rakh diyaa aur “Faraz” chaahiiye kitanii muhabbateN tujheke maaoN ne tere naam par bachchoN ka naam rakh diyaa