1 min read
Слушать(AI)Faraz ab ko_ii saudaa naheen
'Faraz' ab ko_ii saudaa naheen junuu.
N bhii nahii.n magar qaraar se din kaT rahe ho.n yuu.
N bhii nahii.n lab-o-dahan bhii milaa guftaguu kaa fan bhii milaa magar jo dil pe guzaratii hai kah sakuu.
N bhii nahii.n merii zubaa.
N kii luknat se bad_gumaa.
N na ho jo tuu kahe to tujhe umr bhar miluu.
N bhii nahii.n Zara Si Bat pe Ankhen Barasnay Lagti He.
Jo Sach Kahoo.
N to Kuch Aisa Udas Hu.
N Bhi Nahee.
N'Faraz' jaise ko_ii diyaa turbat-e-havaa chaahe hai tuu paas aaye to mumkin hai mai.n rahuu.
N bhii nahii.n
Ahmad Faraz
Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis
Comments
You need to be signed in to write comments
Other author posts
Usne sukuut-e-shab meN bhii
usne sukuut-e-shab meN bhii apnaa payaam rakh diyaahijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaaaamad-e-dost kii naviid kuu-e-vafaa meN aam thiimaiN ne bhii ik chiraaG saa dil sar-e-shaam rakh diyaashiddat-e-tishnagii meN bhii Ghairat-e-maikashi...
Is qadar musalsal thin
is qadar musalsal thin shidaten judai kiaj pahali bar us sa main ne bevafai kivarana ab talak yun tha khvahishon ki barish mainya to tut kar roya ya gazalsarai kitaj diya tha kal jin ko ham ne teri chahat mainaj un se majburan taza ashanai kiho ch...
Tere Charchay heN
Tere Charchay heN Jafa Se Log mer jayen bala se Teri
hum bhi khud dushman-e jaaN
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehletum magar dost kahaN thay pehleab wahaN khaak ooratee hai Nphool hi phool jahaaN thay pehleab jo deewar bunay baithay hainsoorat-e mooj rawaaN thay pehlekuch sharabee keh hein ab rah Nronaq-e buzm-e ...