1 min read
Слушать

Teri bataain hi

teri bataain hi sunanay aa'edost bhi dil hi dokhanay aa'ephool khilte hein tu hum sochtae heinteray aanay ke zamaanay aa'eaisi kuch chup si lagi hai jaisehum tujhe haal sunanay aa'eishq tunha hai sir-e munzil-e ghumkaun yeh boojH uthanay aa'eajnabi dost humein dekh keh humkuch tujhe yaad dilaanay aa'edil dharakta hai safr ke hungaamkaash phir koi bulanay aa'eab tu rounay se bhi dil dukhta haishaid ab hosh thikanay aa'ekya kahein phir koi busti ujrilaug kyooN jashun mananay aa'eso raho maut ke pahloo mein Faraznind kis waqt na janay aa'e

0
0
108
Give Award

Ahmad Faraz

Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ‎), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز‎ 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakis…

Other author posts

Comments
You need to be signed in to write comments

Reading today

Героическая Тула
Ryfma
Ryfma is a social app for writers and readers. Publish books, stories, fanfics, poems and get paid for your work. The friendly and free way for fans to support your work for the price of a coffee
© 2024 Ryfma. All rights reserved 12+