Cheen-o-Arab hamara,
Hindustan
Muslim main hum, watan hai sara jahan
Tauheed ki amanat senon main hai
Asan nahin mitana naam-o-nishaan
Duniya kay bu’t kadon main, wo pehla ghar Khuda
Hum uss kay pasban hain, wo pasban
Tagho’n Ke saaye main hum Pal kar Jawan Huway
Khanjer Hilal ka hay Komi Nisha,n
Maghrab Ki wadiyo,n main goongi aza’n
Thamta Na tha kisi say sail-e-rawa’n
Baatil say dabney waley, aey Asman! nahin
Sou baar ker chuka hai Tu imtihan
Ay gulsitan-e-undlus wo din hei’n yad tujh
Tha tari dalyoo’n per jab ashyaa’n
Ay moj-e-Dajla tub hi pehchanti hey hum
Ab tak hey tera derya afsana khwa’n
Ay arz-e-pak tari hurmat pe kat maray
Hy khou’n tari ragoo’n may ab tak rawa’n
Salar-e-Karwan hai Meer-e-Hijaaz
UH)
Iss naam say hai baaqi, aaram-e-jahan
Iqbal ka tarana baang-e-dara hai
Hota hai jada paima, phir karwan hamara